ai meree jindagi tu mere saath hai
abb mujhe iss jamaane kee parvaah nahee
jaan le lu bhee mai, jaan de du bhee mai
koyee kimat chukaane kee parvaah nahee
ai meree jindagi tu mere saath hai
teri Chaahat Si Koi Bhi Chaahat Nahi,
kiun Ke Iss Mein Kahin Bhi Banaawat Nahi
qudratan Husn Tera Hai Sab Se Haseen,
duniya Daari Ki Iss Mein Milaawat Nahi.
issko Paana Hai Mujhko, Kisi Haal Mein..
iss Pe Jaan Bhi Gawaane Ki Perva Nahi
aye Meri Zindagi, Tu Mere Saath Hai
hai Teriii Churiyoon Ka Khanakna Mera,
aur Tere Gesuoon Ka Mehekna Mera
naqsh Rehta Hai Her Pal Mere Jism Pe,
wo Lipatna Tera, Wo Simatna Tera..
meri Aankhon Ko Bas Tera Deedaar Ho..
kuch Mujhe Aur Paane Ki Perva Nahi
aye Meri Zindagi, Tu Mere Saath Hai..
ab Mujhe Iss Zamaane Ki Perva Nahi
aye Meri Zindagi, Tu Mere Saath Hai