starstyle mag.....June2005
tamaan indian boys yeh khabar sun ker sad ho gai hain
kai kth ki charu yani sarvee apnai co star Chtania
yani akshat kai saath dating ker rahee hai...
jab yeh news urti urti sarveen kai parents tak pohunchi
to unhain bhi bohot afsos hua, unhoon nai uci wakt
sarveen ko bulaya or ucc sai chitania(akshat) kai
baarai mai pucha.... 1stly sarveen nai parents ki icc
baat ka koi notice nahi liya laikin jab parents nai kaha
kai sarveen agar tum nai baaz nahi aana to wapis mumbai sai aa jao....
yeh sun ker sarveen kuch naram par gai n mannat
samaajat ker kai apnai parents ko agree ker liya kai
wo "Mumbai nagaria" mai reh sakai or apna kaam jaari
rakh sakai. ab sarveen ko chitania chodhary kai maamlai mai mohtaat rehna parey ga......
............................................................ .........
guys kia khayalk hai Sarvee Chaola n Chitania Chodhary ki jodi kai baarai mai.............😊