Hi guys i am first time trying to do some poetry on kriya😃
Ankho main neend na thi
Chain na karar tha
Tab hume kisi de pyaar na tha
Ek din nazar mili
Uda hosh hamara tha
Us bechani main ajeeb sa karar tha
Dil ne use bana liya apna
Par us dil ko yeh dil manjoor na tha
Shayad ek taraf se pyaar ek taraf se inkaar tha
Par chahat kab tak reha pati anjaan
Akhir use hume apnana hi tha
Kab tak reha pati gulshaan main patjhadh(autumn)
Bahar ko toh aana hi tha
hope you will like it
Plz comment if you like my creation
Tanu😃