ek baat to confirm hai ki mausi sab kuch jaanti hai.. mujhe lagta hai ki baad mein jab woh aayegee aur usse kabhi pata chala ki jai aur bani ki shaadi ke baare mein to mausi kahegee ki jab woh iss walia ghar mein aayee thi to uss ne jai ya jigyasa ko baat karte sunn liya tha.. issi liye woh yeh sab kar rahi hai.. teerath yaatra par jane se pehle bani ko kaha ki woh chahti hai ki jab woh waapis aaye to bani usse darwaja khole. Yeh to common sense ki baat hai, kya kabhi saas bahu ko bolegee? yeh to obvious hai ki bahu hi ghar par hogee, mausi ko darr tha ki itni achchi ladki ko kabhi doobara jai na nikaal de...........
what do u think guys. please apni thinking and reply dena..ok
take care
nancy