kal ka episode dekhke to bas maje hi aa gaye...😛first scene hi itna acha tha jab akshra ne naitik ko rasgulla khilaya aur usse kaha ki mai mayke nahi ja rahi...😊aur uske baad dj ne naitik bechare ki baat kaise kaat di akshara ko mayke na jane ko lekar...😆uske baad in the room of dj kya kya funny scenes the...🤣akshra aka woh teen shabd sunne ke liye naitik ki taang khichna aur usek baad naitik ka throat problem...🤣phir cute cute messages bhejna like mai aapse iska badle jaroor lunga...😆aur naitik ka sabke samne akshara ko hand kiss...😳phir in last uska dinner table par akshra ka haath pakadna...😃buaji bhi kitni asani se mann gayi vrat rakhne ke liye nahi bhi manti to kaun sa koi unke sunta...😡aur in the precap gayatri ki wish...😉sabse best akshara ne mayke jaane se saaf mana kar diya...👏wowww
bas ek cheez samajh nahi aayi woh khali maa ke chakkar mai mayke nahi gayi naitik ke fracture se koi matlab nahi hai kya use waise jo bhi ho hamare ko to unka saath dekhna hi bahut hai...😍aur ba yeh naya promo pehla aaya nahi aur dusra bhi dikha diya ab to lagta hai jaldi se news bhi mil jayegi aur yeh promo jaroor wohi hoga jiske baare mai akshra sbs mai keh rahi thi ab aur intezaar nahi hota...😍