warning:- plz ma'am band karo yeh fazool sa drama jis main koi rishta pavitar hi nahin hai,,,,,,,, pehlay scene sai lai kar ab tak seriel main pata nahin k batane ki koshish ki ja rahi hai bus itna samajh main aty hai k jab serielk katam ho hai tau dispreen ki goli ki zarroorat partee hai sar dard door karne k liye aue agar phir bhi sar dard theek naihn hota tao tiger ki paracitamol ki goli laini partee hai , zee k ceo plz reham khain shushant , ankita per pata nainh kon sae paviter ristay ki talash main is seriel main act kr rahay hain lagta hai ma'am khud bhi nahin janty k seriel main kya dekha rahi hain , plz ma'am, close this drama , bus yaar hud hoty hain zulm-o-sitam ki .ma'am bus ab seriel ko end krne ki koshish karain aur manav ki hath ki bani halwa puri zarroor khaye ga qk us nai apni saliyon ki shaddi main bhot kuch bana sekh liya hai is liye yeh meri taraf sai app ko gift aur kaise ma'am hai app nazar nahin ata k wo boorre ho gaye hain . un ki ankoon main ktna dard hai ...plzzz hum sai un ka dard brdasht naihn hota . reham alam panah . request pe ghoor kia jaye busss band karo . keh diya tau keh diya