As you people already saw in the promos, Anant has gone missing. This sparked yet another idea in my head - the events that took place at his zoo after his missing. Since you guys highly approved of my first post "oodi-baba in KAUN BANEGA CROREPATI", I'm keeping my fingers crossed to see your feedback for this one. I hope you guys will like this one too...HERE WE GO...
THE GREAT HALL OF OODI-BABA'S ZOO...OODI-BABA IS SITTING ON A SPECIAL 'PEET', READING SOME ANCIENT TEXTS...OTHER MEMBERS OF THE HOUSE - ANANT'S DAD, BROTHER , REMA, CARTOON(SHAGUN) , ARE PRESENT THERE & ALL OF THEM WERE KEEPING THEIR EYES DOWN - FEARFUL THAT THEY MIGHT BE SCORCHED BY OODI'S STARE IF THEY EVER MADE EYE CONTACT WITH HIM... SHAGUN IS LOST IN A DAYDREAM ABOUT HER MARRIAGE WITH ANANT...IT WAS THE VOICE OF RAAMU KAKA(SERVANT) THAT WOKE ALL OF THEM...
Kaka: oodiji, Anantji apne kamare mem nahin hey...
oodi-baba: pooja-room mem dekho...maine usse kal uske andar lock kiya tha...saari raath uske andar bitakar usko yeh zaroor maalum huwa hoga ki TELEPHONE PAR HAATH LAGAANA KITHNA BADA PAAP HAIN...
Anant's dad: Nahi Bauji...kuch samay baad aapne room khola tha, jab usne promise kiya ki agle 72 khande bhajan karega...aap bhool gaye??
oodi-baba: Arey haan...bhool gaye hum...
Anant's Bro: Ab kya karein??
oodi-baba: Zoo ke saare rooms mem doondo...jaldi karo...panditji 15 minute mem yahaan aayega...thab Anant ki mundan karna hain...
The whole zoo was searched...but there was no trace of Anant anywhere...
Anant's Dad: Bauji, aapse ek baath pooch saktha hoom?
oodi-baba: Kya?
Anant's Dad: Kahin aapne Anant ko Haridwar nahin bheja na?
oodi-baba: Nahin...woh mem uski shaadi ke baath karna chahtha tha...socha ki Honeymoon par bhaarath mem jitne bhi aashrams hain waham sab bhejenge...
Anant's Dad: Bhir woh kahaan heh?
oodi-baba: Mujhe toh sachmuch yehi lagta hain ki iss mandh-budhi Shagun ki kheer ki vaja se usne ghar se bhaag liya...Arey o Kanya Shagun, Kal tumhari banaye huwe kheer
khaane ke baad mem 8 hours toilet mem tha...Mujhe toh yeh bhi lagne laga hain ki tumhari isi kheer se bachne ke liye tumhare maa-baap ne tumhe banaras se bhagaakar yahan bheja hain...
Shagun(murmurs to Rema): Didi, aap hi ne toh bola tha ki oodi-ji ke kheer mem kuch zyaada namak dalna, thaaki woh jaldi cholestrol se mar jaaye...
Rema: Arey stepid geel( she means 'stupid girl')...woh toh tumhari shaadi ke baad karne ko kaha thaana...Shaadi hone thak iss bewakoof boodha hamare liye housefull (she means 'useful') hain...
oodi-baba: Raamu, Kya Anant ka woh aadhunik yantr uske kamare mem hain??
Ramu: Ji, mem samjha nahin...
Anant's Dad: Bauji ka mathlab hain Anant ka mobile phone...agar hain toh leke aavo..
Ramu found Anant's mobile on his bed & brought it to the hall...
oodi-baba: Zara dekho uske kis bathameez dosth ne aakhir phone kiya tha...
(Anant's Dad checks the call register & finds Appy's name)
Anant's Dad: Bauji...Aakhri call kisi 'Appy' ne kiya tha...yeh kaun hain??
Shagun: Anantji ko 'APPY-FIZZ' bohat pasand hain...uska kisi wholesale dealer hoga...haina oodi-ji??
(oodi-baba gave her a furious stare & shagun got her answer)
oodi: Uss number par phone karo...
(call was made & after several rings Appy attended the call)
Appy: hah Anant, Main tumhe phone karne jaa rahi thi...tumne kyoon nahin bataaya ki tumhare oodi-baba ne KBC mem participate kiya tha??...Arey yaar, hasthe hasthe mar
gaya...mujhe toh maalum nahin tha ki tumhare oodi itna bewakoof hain...ABCD bhi nahin patha...
Suddenly, some well-dressed good-looking gentlemen entered the hall through the door...Seeing oodi-baba, one of them murmured to the other , "Badboo aane-wala kurtha, Anda-wala head aur frog jaise aankem...mujhe lagta hain ki yahin woh aadmi hain".
He asked to oodi: Kya oodi-baba aap hain?
oodi-baba: Nahin, mem 'CENTRE SHOCK BABA' hoon...
Man: Ji, mem Human Rights Department se aaya hoon...Anant Bajpayee aapka potha haina?
oodi: Ji
Man: Ji, aapke khilaf Anant ke dosth Ranbir ne ek complaint diya hain...unka kehna hain ki aap Anant ko din-raat torture kar rahe ho...Unhone yeh bhi kaha ki agar Anant ko toilet jaana hain thab bhi aapse permission lene padthi hain...Kya yeh sab sach hain??
oodi: Ji...Hum ANANT SE BOHAT PYAR KARTE HAIM...isliye yeh sab kar rahe haim...I occasionally throw him out of the window...this is how the phrase "LOVE IS IN THE AIR" came into being...Bajpayee parivaar ke parampara aur anushaasan ke anusar ek ladka...
Man: Ab yakeen hogaya...unhone yeh bhi kaha ki aap 10 times ek MENTAL HOSPITAL se bhaaga tha aur isliye din-raat parampara ka lecture dete ho...
oodi: naye generation ke sabhi log bathameez haim...isliye yeh sab keh rahe ho...
Man: Aapko 250 Volts ka ek electric shock dene ka order mila hain...taaki aap jaldi hi normal ho jaye...Meanwhile, Anant ne ek ORPHANAGE mem rahna shuru kiya hain...unhone wahaan police protection bhi maang liya hain...constable, iss budhe ko ek
mask pehnao, varna iske stare ke vaje se we will all vaporize...
As the officers pulled oodi towards the exit door, oodi pleaded, "3 pm thak 'raahu kaal' hain...kya aap log thab tak wait kar sakte ho???"...officers paid no attention...oodi kept
on saying frantically, "Koi athbuth nahin ki bhaarath aaj bhi ek developing nation hain...agar kaal, kul, samay sabka khayaal rakha hota, toh hum aaj World No.1 hote...mere isab se bachon ke shaadi 1st standard mem padne samay hi karane chahiye...#@%^%&*%*(alien language)"
After oodi was taken away, Anant's brother heaved a huge sigh of relief - "hoosh, heh bhagvaan, laakh laakh shukriya, abhi toh oodi ke white-and-and white uniform se mukti milega...Anant ka yeh idea shaadi se pehle mujhe kyoon nahin soonjha??...iss Rema ko sahna nahi padta!!!!!!!!!!"
with love...
Dan (Author of 'oodi-baba in Kaun Banega Crorepati')