pahle bhi ek bar pratigya ghar chod ke cali gyi thi par us samy praigya krishna se nafart karti thi is karan pratigya ko kuch bhi fark nahi pada aur dusri aur krishna ki pratigya ke bina halat kharab thi par ab asa nahi h jitna dard aur taklif krishna ko hogi utni hi pratigya ko bhi taklif hogi pyar dono taraf h aur bhut hi gahra pyar h
krishna-pratigya ka pyar saazish ka sikar ho jayega do premi alag ho jayege