Dil Waale Dulhaniya Le Jayenge
Na jaane mere dil ko kya hogaya
abhi to yehi tha abhi khogaya
hogaya hai tujhko to pyaar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajna
hai yeh pyaar sajna
**after falling in love**
Yeh Waada Raha
Tu tu hai wahi
dil ne jise aapna kaha
tu hain jahan main hoon waha
ab to yeh jina tere bin hain saza
mil jaye is tarah
do lehre jis tarah
phir ho na juda
ha yeh waada raha
Later I will post more.........