Posted:
---SABRINA'S ROOM---
Sabrina: Complete hogya humara wo boys assignment? Ya abhi tumhe kuch aur ladko ko dekhna hai?
Ragini: Arre bas yaar.. mujhe Mama ka text aya wo chahti hai ke mai ghar jao.
Sabrina: Acha? Notes to dediye hai abb ja sakti ho agar chahti ho. Kal aajana (smiles)
(Ragini leaves)
--- NEXT DAY---
Maa - Sabby beta, mujhe tumse ek baat kehni thi.
Sabrina: Kya kehna tha Maa?
Maa: Chopra parivaar hai na? Unke bete ka rishta tumhare saath dekhne arahe hai.
Sabrina: Kab?
Maa: Aaj, mai thori viyast thi kaam mein isiliye tumhe bata nahi pai.
Sabrina: Koi baat nahi Maa (smiles) Aaj mai purple lehnga pehnu ya red wala?
Maa: Red wala Sonakshi ki shaadi ke liye bacha lo. Uski bhi to horrahi hai na shaadi Sandeep se.
Sabrina: Oh haan! Mujhe yaad agya (laughs) To purple wala chalega?
Maa: Jo tum pasand karti hoo (smiles)
--- SABRINA'S BEDROOM---
(Sabrina is putting some make up on and is wearing a beautiful purple lehnga and her hair has a side parting)
Sonakshi: Saj gye ho apne sajna ke liye?
Sabrina: Haan di, bas thoda make up rehta hai. Aap meri madat karsakti ho?
Sonakshi: Haan kyu nahi.
Sabrina : Thanks di.
Sonakshi: Your welcome (smiles)
Maneesha: Sabby aajao! Wo log agye hai!
Sabrina: Ji bhabhi mai abhi ati hoo!
Sonakshi: Chal Sabby, saajan ke ghar jana hai to jaldi kar!
--- HOUSE HALL---
(Sabrina is shocked as she sees the boy is actually Harshad Chopra)
Maneesha: (whispers into Sabrina's ear) Jao Sabrina, kitchen mein chai pari hai jakar le aao.
Sabrina: Ok bhabhi.
(Sabrina brings the tea)
Sabrina: Ye lijiye Harshad ji. (she smiles and Harshad smiles back at her)
--- A while later---
Papa: To Harshad beta, aapko humari Sabrina pasand aaye?
Harshad : Ji Uncle, bohat acchi lagi.
Sonakshi: Accha ji, to ye horraha hai , khwaab dekhe jhoote moothe , lekin ye to sach much horraha hai meri behen!
Sabrina: Di aap bhi na...
--- 3 weeks later---
Today's the day of Sabrina and Harshad's marriage
(The priest chants the wedding mantras)
? Chori Kiya Re Jiya ?
The wedding is complete
Sabrina and Harshad live happily ever after
Moral of the story: Dreams CAN come true after all