A typical night at ArMan's
Its 1 AM. Manav and archana are sleeping on the floor and vaishali on the bed. Manav feels like enough is enough. Its high time he did something meaningful with his wife.
Manav- archana..archana..so gayi kya?
Archana- yeh kya tarika hai puchhne ka ki so gayi kya? Kyun neend se jaga diya..sone do na manav
Manav-roz sote hi to hain hum log..do mahine ho gaye raaton ko bas so hi rahe hain
Archana- manav raat ko hi insaan sota hai ..din mein nahi
Manav-sone ke alawa bhi normal shaadi suda insaan bahut kuch karte hain…
Archana- chhi gande..hamesha gandi baatein.aap ka dhyan bas usi mein rehta hai kya
Manav- kaise nahin rahega bolo..2 saal alag rahe..ab ek sath rehne ke baas muskil se 4-5 baar hi kuch hua hoga
Archana-jhooth mat bolo..kam se 8-10 baar hua hai
Manav- kya fark padta hai 10 baar se…dekha jaye to dhang se 3-4 baar bhi nahi hua...mujh se aur raha nahi jata
Archana-thode pavitra nahin reh sakte kya aap..hamesha gandi soch
Manav-mujhe nahin rehna pavitra
Archana- chillao mat vaishu so rahi hai
Manav- tabhi to keh raha hun jab tak wo jag na jaye hum kuch kar lete hain
Archana-chhi gande..chup chap so jao..mujh se nahin hoga
Manav- koshish to kar sakte hain..10-15 min ki baat hai..chalo na plz
Archana- dekho jyada se jyada aap mera haath pakad ke so sakte ho..
Manav- nahin………….chalo aao na (Manav starts jabardasti)
Archana- oh nahi na..chhodo na….ui maaa..yeh kya karte ho
Manav-dekho bekaar ki awazen mat karo....jahan pe awaz karni chahiye wahan to khamosh padi rehti ho..sukhe hue ped ki tarah
Archana- nahi manav plz chhod do mujhe..dekho kal vaishu ko kahin bahar bhejenge..fir aap jo chahoge waisa hi hoga
Manav- dekho kal ka kal dekhenge..kal char payi aur aaj zameen pe..yahoooooooooo
(BT people start playing..gale mein lal tie..ghar mein ek charpayi. Vaishali gets up and ArMan behave as if they are sleeping)
Vaishu- archu taai uth na
Archana- kya hua meri bachhi
Vaishali-abhi abhi maine gaana suna gale mein lal tie ghar mein ek charpayi..
Manav-haaila aisa gaana to abhi hum ne bhi suna
Vaishali- usse pehle maine sapne mein dekha dharmesh aur madhuri ek kamre mein hain aur ghar mein ek hi bed pada hai
Manav-par wo log lucky hain..varun bechara ghode bech ke sota hoga
Archana- chup karo manav yahan meri vaishu ki raaton ki neend haram ho rahi hai aur tum ajeeb baat karte ho
Vaishali-bol na archu taai kya aisa hua hoga...kya dharmu aur madhuri abhi ek kamre mein honge
Manav-ho sakta hai..dharmesh jaise kismatwale kahan milte hain..punjab se leke maharashtra tak usne har jagah kheton mein beej bo diya
Archana- aap chup karoge..tu so jaa vaishu..dharmesh abhi akela hoga
Vaishali- nahi taai sapne mein maine abhi us kudi punjaban ko dharmu ke sath rang reliya manate hue dekha..wo bhi zameen ke upar
Archana-vaishu maine bola na aisa kuch nahi hua..tu bas so jaa..main lori ga ke sula dun?
Vaishali- haan plz..
Manav-tum dono behenin lagta hai ab puri raat ek doosre ko loriyan sunate rahoge..main chala
Archana-par kahan
Manav- bathroom