tumhi ne pucha tha na ki kya tumhara itna kehna kafi nahi hai ki main khubsoorat
lag rahe hoon
fir yeh shayari kyon
chand sitare qayamath ki baatein kyon
tumhi ne kaha tha na ki tum kabhi sid nahi ban sakte ho, tum jaise ho waise hi rahoge
fir yeh shayar banna kyon
shaiyaron ki shayari mera dil nahi jeet sakti hai
na inder aur elesh bhaiya ka cafe de laila
na dadajee ke bataye nushkhe
mujhe to wahi bhola bhala, apne chashme sambhalta hua
bemail kapde pehne wala ishaan pasand hai
pyaar re rasta par maine apne kadam bhada diye hai
ab baki ka faasla tumhe tay karna hai