Dharmesh and Madhuri are inside the room.
Dharmesh- ab to mujhe jane do na..pichhle 3 dino se yahan pada hun. Vaishali baar baar call pe call ki ja rahi hai
Madhuri- dekho 3 dino se is kamre mein pade hi ho tum..kuch kiya to nahi dhang se..kaise jane doon tumhe?
Dharmesh- kuch kiya nahi matlab? Subah dopahar aur raat ko kar to rahe hain roz
Madhuri-kahan kuch dhang se hua abhi tak..tumhara yeh pet itna bada hai ki kabhi kabhi lagta hai yeh ek distant education programme chal raha hai
Dharmesh-oh madhuri ab main kya karun..i m sure abhi tak tumhara makshad pura ho gaya hoga
Madhuri-mujhe nahi lagta..tumhari kabiliyat pe mujhe kaafi shak hai..main koi risk nahi lena chahti..tumhe aur do din yahan rukna padega
Dharmesh- dekho sab ko shak hone laga hai ab to..aur upar se us manav ne bata diya to main kahin ka nahi rahunga
Madhuri- dekho yeh bakwas mat karo..dawai lo aur kaam pe lag jao
Dharmesh- dekho main aur dawai nahi le sakta..din mein 3 baar yeh capsule main nahi le sakta..thak gaya hun main
Madhuri- aye hello..thakna mujhe chahiye..gadhe ki tarah lete rehte ho tum. Pata nahi vaishali ko kaise maa bana diya tum ne..kaafi kismet wali hai
Dharmesh- tumhe bhi to maa banaya tha na maine?
Madhuri-tab ki baat aur thi..ab to mujhe wakai shak hone laga hai ki vaishali ke maa banne ke pichhe tumhara haath hai bhi ya nahi
Dharmesh-madhuri..chup karo..yeh sarasar insult hai meri
(phone rings. Its vaishali. Madhuri receives the call makes the loud speaker on. Dharmesh has to talk to vaishu with loud speaker on. No other way out)
Dharmesh-hello vaishu
Vaishali- kaise ho mote?
Dharmesh-bolo kya kaam hai
Vaishali-kab ghar aaoge..tumhari yaad aa rahi hai
Dharmesh-aa jaunga do teen dino mein
Vaishali-nahi aaj chale aao
Dharmesh-main jahan bhi rahun tumhe pyar karta to hun na
Vaishali- par yeh jism ka kya? Yeh to pyar karna janta ich nahi. Janta hai to bas hawas. Jaldi aao.
Dharmesh-vaishu main kya karun. Main kisi kaam mein buri tarah fasa hun. Jab tak goal achieve nahi hota clients mujhe chhod nahi rahe hain. Btw main 2 dino mein aaunga tumhari har maang puri karunga.
Vaishali- rehne do..tum se kya hota hai main dekh chuki hun..5 min mein flat ho jate ho
(madhuri laughs)
Vaishali-yeh kiski hasne ki awaz hai
Dharmesh- wo main TV dekh raha hun
Vaishali-tum to kaam kar rahe ho na
Dharmesh-kaam to subah, dopahar aur raat ko karna padta hai abhi shaam ka waqt hai is liye relax kar raha hun
Vaishali- are jaldi jaldi kaam niptao na yaar.shaam ko bhi kaam kar liya karo. Samjhe na/? btw asli kaam to tumhe yahan aake karna hai..tab dekha jyega kaise mange puri kar rahe ho meri.
Dharmesh-kuch waisa hi kaam idhar bhi chal raha hai
Vaishali- matlab
Dharmesh-are ab phone rakho.
Vaishali-par kyun?
Dharmesh-(disconnects and switches it off)
Madhuri-chalo dawai le lo..paani ke sath loge ki doodh ke sath
Dharmesh- dekho madhuri
Madhuri-abhi bol rahe the vaishali ko uski har maang puri karoge..meri ek nahi puri karoge?
Dharmesh-main ab kya karun? Kar to raha hun jee tod mehnat
(door bell rings)
Dhrmesh-ab kaun ho sakta hai?
Madhuri-yeh to door kholne se pata chal jayega (goes and opens the door. Its vaishali followed by all PR team) haaila
Vaishali- ab tumhari chori pakdi gayi..ab mujhe pata chala kaun sa kaam kar rahe the tum..hey bhagwan yeh tune kya kiya
Satish- dekho har baat mein bhagwan ko blame karna thik nahi. Unhone kya kiya? Jo kuch kiya dharmu ne kiya
Vaishali- aai ab main kya karun?
Sulochana- meri bachi ke sath kyun khilwaad kiya dharmesh tune.. zara paas aana dharmesh..tumhe kuch dena hai
(Dharmesh comes close. Sulo gives him a mighty slap)
Manav-haaila..yeh thappad mere wale se bhi dumdaar tha..lagta hai sulochana aai ke haath haath nahi thappadon ka bhandaar hai
Sulochana- chup karo manav..warna tumhe ek aur milega
Satish-btw abhi yeh jyada important hai ki hum kya karein..kya madhuri dharmu ki life se chali jayegi ya vaishu dharmu ko divorce degi..agar divorce degi bhi to vaishu ke future ka kya hoga
Dharmesh- aisa kuch mat karo..bas preganant hone ke baad madhuri yahan se hamesha keliye chali jayegi
Madhuri-main kyun jaun bhala..vaishu bhi to ja sakti hai
Vaishali-tu jayegi kalmuhi (both start fighting)
Manav-kyun na aap dono dharmesh ko bari baari se enjoy karo…I mean ek chhat ke niche do kamre mein reh sakte hain..3 din dharmesh vaishu ke paas rahega 3 din madhuri ke paas
Archana-chhhi gande
Satish-to sawal yeh hai ki baki ek din dharmesh kahan soyega
Manav- jaywant ke sath
Ajit- oh Manav..tum ne dharmesh ki yeh sachhaai bhi sab ke saamne la di..yeh tune thik nahi kiya mere dost
Vaishali and Madhuri- nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Sulochana-chup karo tum log..dharmesh bolo tumhe kya saza di jaye
Dharmesh- aur 4 thappad mar lijye..i don't mind
Vaishali-besharmi ki had hot hai dharmu..
Manohar- dekho sab ki bhalai isi mein hai ki koi samjhauta kiya jaye
Madhuri and vaishali- hum dono tayaar hain
Satish-par koi dharmu ko to bhi puchho wo itna load le payega ya nahi..i mean continuous 7 din mehnat karna koi maze ki baat nahi
Madhuri-yahan to do din mein inke pasine chhut gaye
Rasika-hamare zamane ki baat aur thi..mard log to ek sath do do projects handle kiya karte the
Manav-I think dharmu agar jaywant wala kissa close kar de to ek din ki chutti mil sakti hai
Manohar-ab yeh sab khatam karo sab log apne apne ghar jao
(Suddenly a 12 yr old boy (not Varun) comes inside)
Boy (to dharmesh)- papa papa..kaise ho papa
All- Nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii…
The End..