Posted:
nani bhi na apna brain use na karke din me sapne dekhne lagi🥱unhe kya lagta hai ki agar gauri ko unke aur ratnesh ke plan ke bare me pata chal gaya to wo kya unke saath jayegi dubai😡ab to rudra bhi use jane nahi dega👏 jaisa ki usne sareaam ailaan kar hi diya hai ki "uski gauri ko usse ab koi alag nahi kar sakta"😍koi baat nahi nani apne dubai jane ka sapna apne sapne me hi pura kar lengi😆