hi friends, kyph ko 1 saal pura ho gaya yakeen nahi hota,sach me waqt kaise bit gaya pata nahi chala.abhi bhi aisa lagta hai ke yaar abhi abhi to kyph shuru hua tha. anywayz maine socha ke ab jab kyph ko 1 saal pura ho gaya hai to,kyun na hum aisi khuch baate share kare jo kyph se related ho. i mean jaise kyph hum sab roj dekhte hai to kya kabhi koi aisi harkat hum logo ne ki hai jo funny ho. jaise ki main hamesha kyph dekhne ke liye apne bhai ke saath jhagada karna padta hai.aur kabhi kabhi agar koi episode achcha lage to repeat telecast dekhane ke liye dii se jhut bolana. pata hai jab kyph shuru hua tha tab kyph repeat telecast raat ko 3 ya 2.30 ko aata tha tab main janbujkar padai karne bhaitati thi,i mean main padai bhi karti thi. aise hi bahotsi yaaden hum yaha share kare to? aapka kya kahna hai? |