Originally posted by: jakther
SR scene ke baad aisa laga koi badhya scene dekhne ko milega lakin kaal raat ki episode dekhne ke baad tou aisa lagta hai Kriya magic gayi tail lene, aisa lagta hai ArJa ko ak dusre se koi matlab hi nahi hai sirf apni apni kaam kar rahi hai, or viewers jaye bhar main, Ager aisa karna hai tou itni pyar ki natak dekhane ki kya jorurat hai, bina closeness ke bhi serial accha chalega kyu MIHIR-TULSI ki rishta yaad nahi hai, kya kaamal ki jodi thi na? tou please viewewr ko buddhu banana bann karo, dekhana tou Puri Kriya scene dekhau koi adha adhura boring scene dekhaker hum logo ko time waste maat karo, romance dekhau tou puri dekhau barne na dekhau lakin ah natak bilkul maat karo.