Part-1
Naku aur bhau ke bich mey kuch bi theek nahi chal raha hai.... kaala apni chaalo sey ek baad ek naku ko kamzor banaey ki koshish kar rahi hai... Naku bhau ke liye khaana bana rahi hai kitchen mey madhu ke sath....š.... Madhu naku sey kehti hai "vahini, aap itna bardshat kaisey kar leti hai...., jab ki aap achey sey janti hai aap ki koi galti nahi hai...." Naku kehti hai "madhu mey janti ki mey sahi hu lakin mey yeh bi janti hai ki sahib mujse bahut pyar kartey hai..."..... Madhu says "aap bi na vahini, bhau ke liye paagal hai..."
Kaala pichey khadi baateey sun rahi hoti hai "nakusha, naku vahini, vahini sunna kitna acha lagta hai... haina..... lakin tumara yeh sapna kaala ki hotey huey kabhi sach nahi hoga...., kyunki bhau toh sirf meri sunta hai aur aagey bi meri hi sunega..... samaj gayi.... ab chal jaldi khaana bana"... Naku ki aankho mey aansuš aa jatey hai ur woh wapas khaana bananey lagti hai.....
Bhau wapas aata hai aur khaana khaney beith jaata hai.... Aayi saheb bi aa jati hai kaala, leela, roops, baji aur madhu ke sath.... Naku sabko khaana parso ti hai... Bhau jaisey hi ek niwla muh mey daalta hai.... usey samaj mey aa jaata hai aur naku ki tarf dekhta hai.... aur uth jaata hai.. Aayi sahib "kaey jaala dutta tu khaana kyu nahi kha raha hai"... Dutta says "kuch nahi aayi sahib mujhe bukh nahi hai..."
Naku bhau ko jaata dekhti hai............