''ain jhoom jaon to sharabi na samajhna ;
"gir jaon jo sajday main to namazi na samjhna ; "thora sa behak gaya hoon mohabat main; "jo agay barhoon to shikari na samajhna; "mujh se cheen li hain khushian mery apnoon nai; "hath jo pehlaon to behkari na samajhna ; "mujhey ata hai ab bhi dosti ka khayal harshiti; "boht kuch khoya hai main nai anari na samajhna ; " ik naseehat meri yaad rakhna aye piyare dost harshiti; "dosti ko kabhi waqteguzarish na samjhna;