kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghari janejana tera intezar karta hoon
hoo....kehti hai betabiya aa mita de tanhaye! (2 times)
kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghari janejana tera intezar karta hoon
raat bhar meri ankhoon main khwaab ban k tu ati hain tanha mere khayalo ko cher k chali jati hai

hoooo....dharkan dharkan jane hai main hoon tera shaidaye
kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon
har ghari janejana tera intezar karta hoon
hoo....kehti hai betabiya aa mita de tanhaye!

hey hey hey la la la la la hey hey hey la la la la la!
doooba dooba main rehta hoon ajnabi se ehsaaso main khushbuye teri ati hain ati jati in sansoon main

hoo...yadoon k a-ene main sirf tum nazar aye