HEADLINES!!
Reporter: Aaj to kamal ho gaya..apne Laagi Tujhse Lagan ka set aek courtroom ban gaye hai..Yeh to bas shuruat hai..Hamare in-house Judge and Jury bhi shamil thi..Judge to apna Dutta Bhau..Aesa judge jo defendant ki baat sunne ki liye tayar hi nahi tha..kiyun..kiyun ke yeh judge thoda se bias hai..jab bhi defendant ko prosecution ke against evidence dene ka chance milta hai to judge courtroom ko chup karne ke ilawa wo apne aap chilane shuru kar diya..aur yeh bhi kehta tha ke woh prosecution se pyaar karta hai..even after she rejected and left him..prosecution ka itna support tha ke unhon ne socha ke koi zaroorat nahin hai court mein aane ke kiye..hamare do lawyer bhi shamil the..defendant ne tho lawyer hire karne ka manna kar diya tha..prosecuction wahan thi hi nahin lekin uss ke liye uss ka lawyer (kishore) aur hamara judge bhi larr rehe the..dosra lawyer (sudarshan) ne apne clients ko bolne ke liya mana kar diya tha aur bas kehne laga 'no comment'..aur prosecution ke liye jury bhi uske saath thi (aayi sahib)..jab defendant jury ke saath larne ki koshish ki..aur unko kaha ke woh bas judge ki baat sunti hai aur narrow minded hain..tho judge ne uss ko saaf saaf uss ko baat karne ke liye manna kar diya..prosecution ka lawyer..jo hamare defendant ka husband bhi hai..(yes it gets more and more complicated) woh bhi aaj courtroom mein witness banke apni hi patni ke hilaf evidence de rehe the..judge ke samne..unhon ne ab evidence dedi aur ab dekte hai kiya hota hai..the trial goes on...
pls hit the like if you liked my lil article..an do leave ur comments!!!