yaar....ajj kal sab busy hai......
hum aur humare hussain......
sachhi me......hussain 18 18 ghante reharsal karta hai..zangoora ke liye.....
kab ake blogging karga..🤢....
akhir woh bhi to insaan hai.......but...
fikar not.....woh humse bohot pyar karta hai...😳....
use pata hai..hum sab uske liye wait kar rahe hai......so...😊..
woh jaldi ayega.....dekhna....
lov,❤️
Tama
comment:
p_commentcount