Well, I just went right away to listen to this song from the film Laila- Majnu, and of course I was only seeing it totally in the Kriya context!😉😳😳
Just to give myself jhiliks till the much awaited reunion! So for antbody else who might want to wallow in anticipation here goes-
P.S It is most fun if you are also listening to the song while reading it.
husn hazir hai
muhabbat ki sazaa paane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
husn hazir hai
muhabbat ki sazaa paane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
mere deewane ko
itna na sataao logo
mere deewane ko
itna na sataao logo
ye to vehshi hai
tum hi hosh mein aao logo
ye to vehshi hai
tum hi hosh mein aao logo
bahut ranjoor hai ye
ghamon se choor hai ye
bahut ranjoor hai ye
ghamon se choor hai ye
khuda ka khauf uthaao
bahut majboor hai ye
khuda ka khauf uthaao
bahut majboor hai ye
kyon chale aaye ho
bebas pe sitam dhaane ko
koi patthar se haan..
koi patthar se na maare
mere deewane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
mere jalwo ki khata hai
jo ye deewana hua
mere jalwo ki khata hai
jo ye deewana hua
main hoon mujrim
agar hosh se begaana hua
main hoon mujrim
agar hosh se begaana hua
mujhe sooli chadha do
ya sholon mein jala do
mujhe sooli chadha do
ya sholon mein jala do
koi shiqwa nahi hai
jo ji chaahe sazaa do
koi shiqwa nahi hai
jo ji chaahe sazaa do
baksh do is ko
baksh do is ko
main taiyaar hoon mit jaane ko
koi patthar se haan..
koi patthar se na maare
mere deewane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
pattharon ko bhi wafa
phool bana sakti hai
pattharon ko bhi wafa
phool bana sakti hai
ye tamaasha bhi
sar e aam dikha sakti hai
ye tamaasha bhi
sar e aam dikha sakti hai
lo ab patthar uthaao
zamaane ke khudaon
lo ab patthar uthaao
zamaane ke khudaon
tumhe main aazmaaun
mujhe tum aazmaao
ab dua arsh pe
ab dua arsh pe
jaati hai asar laane ko
ab dua arsh pe
jaati hai asar laane ko
koi patthar se haan..
koi patthar se na maare
mere deewane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
husn hazir hai
muhabbat ki sazaa paane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko
koi patthar se na maare
mere deewane ko