here r d dialogues..:
maan " geet jo karti hai aur kyun karti hain woh toh wohi samajh sakta hai jiska mansikh santulan khud kharabb ho..
dadima " maan kisi bhi baat ke natije par pahunchne se pehle aapne aapko tattol lo...yeh jan ne ki koshish karon ki aapko kaunsi baat pareshan kar rahi hai..."..........DADIMA GUD 1...ππΌππΌππΌ
maan " tum wahan dargah mein kyun aaye...geet "ussi wajah se jis wajehse aap gaye the..dadima ki prarthna k liye....
maan "par main wahan dadima k liye nahi main...
geet " ab main aapko kya bataun.....mujhe kuch samajh nahi aa raha main kyun gayi thi....kyun main aapke liye pareshan....."....
maan 'geet ne yeh kaise jann liye ke main dargah mein kyun gaya...woh ladki mera chehra bhi padhne lagayee.....aur maine kitna kuch keh diya uss se...sirf issiliye kyun ki main aapni feelin bas mein nahi kar pa raha hunn...sirf issliye ke har din main iss ehsaas se har kar uski taraf khinchha jata hunn.....sirf isiliye maine aisi baatein kar di jo usse sabse zyaada chubegi...baar baar mujhe yeh ehsaas ho ki woh sahi hai main nahi......raasta nahi milta...ghar chodna.."
taveeezzzzzzzzzzzzzzzzzzzz is bk guyzz......oye balle balle....
maan "mere kehne se pehle isse patah tha ki main yahan se jane ka faisala kar liya hai...issne phirse mere mann ki baat padhli hai...ab toh jaldise isse durr hona hi padega...
geet "batao ab main ja rahun phir bhi ye jali katti suna ne se bazhh nahi aa rahe hai...dustt danav....
maan "isne toh hadhh hi kar di...puri tyaari kar li hai...geet dekha kitne uttavle ho rahe hai mujhe mujhe bejne ke liye..aadmi dikhave ke liye toh keh sakta hai na..ki na jao..khair main bhi kisse umeed rakh rahi hunn.............i luvedddddddddddddd dis part ...funnyyyyyy.......
geet "par aap chinta mat kijiye wapas aapke madat ke liye yahan nahi aaungi...main jaan gayi hunn main aapki zindagi ka nassur hunn...par sachme main yeh nassur banna nahi chahti thi ....mujhe yeh ghar aur naukri ki zarurat thi...par aap ghabrayee matt...iss ghar aur naukri se zyaada mujhe aapne swabhimaan ki zarurat hai...."............no baby u r nt nassur u toh r angel....angue dear in maans life....
maan " yeh toh sachme ja rahi hai...itne dino se yehi toh chahta tha ab jaane de isse...sahi toh keh rahi hai...nassurr hi toh hai woh...rokhna mat maan..."
maan "geet tumhe yeh job dadima ne diye hai agar tumhe yeh job chodni hai toh tumhe unse baat karni hogi.....nahi geet tumhe ek budhhi bimar aurat ki...".......
geet "aapki baaton se hi mera dil bhar aaya sir ..kya karun kisi aur ki baatoin ke liye jagah hi nahi bacchhhi..."
maan ' dekho geet jab insaan irritate hota hai toh....gussa aa jata hai..tab maalum nahi padta.....tum bhi toh mujhe dustt danav...dus sarr wala raavann..aur patah nahi kya kya kehti ho................his expression while sayin tum bhi toh mujhe dusstt danav....wer tooo guddddd........
geet "par sir main yeh ghar aapki wajah se .nahi chodd rahi thi...
maan "chalo maan aaj ke din kuch bura kiya toh accha bhi kiya...kam se kum aaj ki raat yeh delhi ke roadon par yeh chakkar toh nahi lagaye gi..."
dat nok jhok n confusion b/n maaneet ws too gudddd......
credit geet261:
"ruk jao geet "π
guyz chose ur fav jaldi jaldi...π