Posted:
hello guys kal ka indian idol dekh kar itna itna dukh hoa k bata nahi sakti.hum tu pakistan mai hain so we cant vote but indians ko kia ho gia hay.why panna ................,i am very much shoked coz mujay yakeen tha k ravi out ho ga but panna ka dekh k itna dukh hoa aur panna u r great k smiling face k sath bye kaha hai......mujay samjh nahi ati k ravi mai aisee kia khas baat hai jo log osay itna vote karty hain koi mujay batayee ga plzzzzzzzzzzzzzzz tell mee ?????????