I Wrote A little Somthing
It's From the Prescpective Of Gunjan's Charecter Hope You Like It
Mein Gunjan
Kuch Logo Ka Kehna Hai Ke Ab Meri Zindagi Badal Rahi Hai. Aur Haan Kuch Had tak Shayad Who Sahi Bhi Hai
Par Exell College Mein Jo Bhi Hua Usne Silf Mujhse Mere Pair Nahi Cheen Liye '..Us Raat Jo Sapne Maine Apne Dil Mein Sajaye the us Har Ek Sapne Ko Apne Saamne Tootte Hue Dekha . Meri Zindagi Ke Sabse Sundar Khwab Ko Maine apni Akhoon Ke Saamne Bikharta Hua Dekha.
Morena Se Aayi Do Ladkiyan Ki Zindagi Aaj Poori Tarike Se Badal Gayi hai Lekin Is Badlav Ko Mein Apne aap Pe Haavi nahi Hone doongi. Aaj Agar Di Mere Saath Nahi Hoti, Who Log Nahi Hote Jo Mere Sabse Kareeb Hai To Shayad Mujhe aaage Badne ka Na Woh Hosla Milta aur Nahi Woh Himmat. Par Jabhi Un Sb Dekhti Hoon Pata Nahi Kyu Ek Daar sa Lagta hai ke Kahi Mujhe Jo Pyar In Logo Ne Diya Hai Who Hamdardi Mein Badal Gaya to? Mein Sab Kuch Sehn Kar Loongi Par In logo ki akhoon mein mere Liye Hamdardi Mein Shayad Kabhi sehn nahi Kar Paungi
Morena Se Mumbai Ke is Safar Ne Agar mujhe Kuch Sikhaya Hai to yeh Ke Gitabe Aur Padayi Ke Elawaa Bhi Ek Duniya Hai '... Aur Who Duniya Mujhe Samrat Ne Dikhayi.
Lekin Ab Mein Itni Khudgarz Nahi Ho Sakti Ke Silf Apne Liye Mein Uski Zindagi Barbaad Kardoon'. Kyuki Zindagi ki asal khoobsorti yeh nahi ke aapki khushi Kis Mein Hai
Balke Zindagi ki asal khoobsorti to is mein hai ke Aap Jise Apna Mante HoWho kitne khush hai.
Mein