badhai ho cv badhai ho.akhir aplog apni maksad apni mission MISSION MJHT DESTROY pura kar hi diya.ab mjht new show ye ajnabi se piche par gaya.trp itna girta raha ke .9 se .6 me aageya.bas yehi dekhna baki tha.are kuch to sharam karo.kisne tomlogoko cv banaya.cv ka meaning bhi pata hain aplogoko.cv matlab creatives hain.aur aplogoki to brain hi nehi hain to kuch achcha kaise karoge.shame on u cv.khud koi plot nehi bana sakta.pichli saal to sirf film ki scene copy karke mjht dikhaya.are ye to ARJUN,RATI,SANAYA AUR MOHIT ka fans hain jinki karan ab bhi ye show chal rehi hain aur trp abhi bhi hain.warna pichle saal hi bandh ho jate.fans kabtak ek show ko bacha sakta hain agar har koi show na dekhe.reality koi nishan hi nehi hain is show me.pehle kitna achcha shuruat tha.par jabse shena ayi hain tabse lekar aj tak koi sensible plot nehi dikhaya.college hain par koi study nehi hain,exam nehi hain,teacher nehi hain,koi class nehi hain,koi library scene bhi nehi hain.aur har character ko totally destroy kar diya.mayank to padai chod ke majnu ban gaya hain.pehle mayank ek best student tha.vo apni har kam me balance karta tha.vo library aurkitab ki alawa har jaga dikhta tha.par ab vo sirf nups ki age piche bhatakte hue atma ki tarha rehta hain.na ma ki koi fiqar hain na padai ki.sirf nups hi uski obsession ban gaya hain.gunjan ka bhi yehi hal hain.nups to aur barbad ho gaya.is character ko to dumb aur controversial bana diya.sam jaisa cool dude ko gunjan ka secretary bana diya.gang hain par masti ka m bhi nehi hain.chako any ye dono to kabka chala gaya.aur kuch unimportant character amdani kiya.jinka koi jarurat hi nehi.koi reality nehi hain is show me.yaha sirf shadi aur pyar hota hain.dekh dekh ke meri dimag barbad ho gayi hain.par aj bhi dekhti hoon to sirf aur sirf ARJUN ki baje se.is insan ki super pawer acting ne mujhe abtak bandh ke rakha is show ki sath.warna bohot pehle hi chod deti.
agar itna kuch hone ki baad bhi cv mjht ki halat thik nehi kiya to aur kuch kehne layak rehega hi nehi.sirf shadi track aur family drama ki baje se trp .9 se .6 ho gayi hain.agar aisa chalta raha to vo din jyada dur nehi jab trp.000 hoga.kitni afsos ki baat hain mjht ek session pura karne se pehle hi apna charm kho diya.bohot bura lagta hain.cv agar thoda dimag bacha hain to usse koi sensible plot banane me use karo.kyuki tomlog brain ka istemal karna chod diya aur film ka story copy karna jari rakha.abhi bhi waqt hain.apna creativity ka sahi use karo.kahi bohot der na ho jaye.