Originally posted by: princessno.1
PANNNA
Kaash dil ki aahton me itna asar ho jaye,
hum aapko yaad karein aur aapko khabar ho jaye.
Aaj rab se yehi dua hai aap desh ka Agala Indian Idol ban jaye. š
Kash aapke dimag main itni akal aa jaaye
ke aap koodne ke ilawa dhang se gaana gaaye
kash koi aapko yeh samjhaaye
ke jo achha and surila gaaye vahi agala indian idol kehlaaye
;)