Prithiviraaaaaaajjjjjjj Chowhaaaan jeee plz humein maaf kar dijiye, hamse galti ho gayi. Humne "aapki" mahaan family ko yeh family kaha. Hum iss dharthi ke tuch jeev aapse maafi mangte hain.
"aapki" mahaan family ko hum hamesha respect denge, aur wish karenge ki aap har "ladayi"...oopss Task win karein. Afterall shaurya aur dhairya aapka middle name jo hai 😉
doston, let us all take this oath. aaj ke baad hum kabhi "inki" mahaan family ka insult nahi karenge... 😆
Yaar chits, thanks yaar, tumne mujhe narak mein jaane se bacha liya. thanks a lot dear 😃