ye amitab ka ghar hai ye amitabh ka ghar hai..........
Big boss ka asli maja ab shuru ho raha hai.....
kamal khan ka excitement dugana ho gaya hai....
ab wo samja gaya hai big boss usko dilse chahata hai...
ab ho asli herogiri shuru karne ja raha hai......ye amitab ka ghar hai ye amitabh ka ghar hai....
shuru me duri ab bahuthi najdiki pyar dugan ho raha hai...
baktiyar jara gone case lag raha hai.....
dissapear dissapper dissappear...ho raha hai......
tanaj divorce ki soch rahi hai.....ye amitab ka ghar hai ye amitabh ka ghar hai.......
soch raha hai yaha kisiko flat karna namumkin hai...
dara sigh ka beta hai phir bhi dara dara sa hai...
esko tinu anand ka role fix hai....
rohit ko bahut maja aa raha hai....
done ke bich sama gaya hai... bas kamal ka hi darr hai....
kuch na kuch bahane gale milane ka sukun le raha hai...ye amitab ka ghar hai ye amitabh ka ghar hai..........
sangeet guru ko ab asliyat samj me aa rahi hai....
aur upay dhund raye hai...soch rahe hai....
sala jaha bhi jaho fake hi fake hai...
apne ko to bina fake crore rupaye jitana hai...ye amitab ka ghar hai ye amitabh ka ghar hai..........
shilpa se shamita ko tip mila hai..
lekin thodisi bachpana ke role me sab bhula rahi hai.......
smart aur innocent hai...aakhir me claudiya ke saat takkar lena hai...
claudiya sab ko najar andaj karke apana target reach kar rahi hai ...
inocent jaise hai sab ko acchi lagati hai.....
shamita ko overtake kar rahi hai........ye amitab ka ghar hai ye amitabh ka ghar hai..........
bechari sherlyn ke piche sab ladkiya padi hai....
samaj me nahi aata ladkonko bhi kya dikkat hai....
thande dimag se wah kam le rahi hai...
swimming karneki soch rahi hai...ye amitab ka ghar hai ye amitabh ka ghar hai.....
poonam aur aditi apane apne dhang se rahate hai....
mano yahi asli big boss ki chahati hai...........
raju baiya ke pat shala me bahut sikne jaisa hai....
raju ke saat panga lena etana asan nahi hai.....
panga lene walo ko bhi hasi majak ke jaal me phasata hai....
ab tak to raju bhaiya ghar ka asli boss hai...
ese talab ke pas jake bhaisiya dekhaneka shouk hai....
bas eske ghar me chor na goos jaye yahi fikra hai.. ye amitab ka ghar hai ye amitabh ka ghar hai..........