happy navratri to all memebers of RF.
JAI MATA DURGA
jai ambe jag kalyani,jai durge mata bhavani
namah namah jai ambe mata, tuhi he to maiya jagdambe mata
sur nar muni binti karte
mastak charano me dharte
namah namah girinandini jai durge,jai kali kapalini
shivji ke ardhangani,jagmata jag kalyani
shivji ke ardhangini,jagmata jag kalyani
jai adishakti namah namami,jai durge kali bhavtarini
kabhi bane mata dashbhujha,kabhi bane ma ashta bhuja
kabhi bane mata dashbhuja,kabhi bane ma ashta bhuja
astra sastra me rana chandini bane maiya ban gaye asursangharini
jis se jag rup iye paye, sneha jiska jag jag me samaye
namah namah bardayini,jai durge namah namah kalyani
naman jai ma navadurga,jai ambe jai dashbhuja
naman jai ma navadurga,jai ambe jai dashbhuja
namah namah siddhidayini maiya , jai namah namah jagkalyani