main mjht serial ko lekar kitna proud feel karti thi par ab lagta hai ki kya hai wahi show hai jise main pasand karti hu (ya thi)
achanak aise kaise ho gaya pata hi nahi chala kab mjht itna boring lagne laga hai
ab bhi waqt hai creatives ko dimaag lagana hoga warna ................kuch keh nahi sakte
aap logo ko kya lagta hai?