lets start something new
ye bhi antakshari hai but aap ne song kuch alag tarah gana hai. u have to choose two lyrics and mix them and make ur own song.
like ......
Yeh dunia yeh mehfil, mere kaam ki nahin
Vekhudi main sanam uth gaye jo kadam
yeh dunia yeh mahfil, mere kaam ki nahin
Aa gaye, aa gaye, aa gaye paas ham.
Kisko sunaon haal-ey-dil bekraar ka
aag yeh kaise mann main lagi hai
Bhujhta huya chiraag hoon apne majar ka
like this agar aap yeh game kelne main interested hai to der kis baat ki hai. just think and post ur two lyrics.