I tried 2 write a poem and i wrote it as 4rm the point of view of prem n heer 2gethar so i m sharing it wid u,i hope u'll like "Kismat ne hamesha thukraya, zamane ne hamesha juda karna chaha, dushmano ne lakh roka par aakhir pyaar k phool khil hi gaye, mehka hamari chahaton ka chaman, ayeen takleefein hazaron lekin hamari mohabbat to itni sachi hai k khud qudrat wala tak humein juda na kar paaya.....yeh hi hai hamari sachi prem kahani.