Hum saath saath hai...😳😳😳
this is my first ss..i'm not good in english so i write this in hindi and english both...🥱
sorry 4 mistakes... ðŸ˜ðŸ˜
part 1😉
a beautifull room look pink and there a sweet girl sit with her diary. and writing some thing....and then a voice came...
krishana di!!! where r u...???
this is the voice of atharwa...
that beutifull girl answered:mai yaha ho atharwa!!!
atharwa:di aap kya kar rahi hai...(seeing her hand )to aap bhi mom ki tarah diary likhane lagi kya..???
krishna : ye baat pochani to tu aaya nahi tha???
atharwa: di sabhal kar varna kisi din mai tumahari diary paad kar sare secrtes jaan looga...???
krishana: atharwa maar kaye ga kya...???
atharwa: di mai to majak kar raha tha...vese idea boora nahi hai hum mom ki dairy paad ke unake secrats jaan sacte hai kya kahati ho di!!!
another voice came there...krishna kaha ho tum...???
krishna say:di mai yaha ho...
ganga: seeing atharwa!! tu yaha kya kar raha hai...???
atharwa:badi di !! dekho na krishna di bhi dairy likhane lagi hai...
krishna: di se kya kkeha rahe ho...vo bhi to likhate hai..???kyo di..??
atharwa:kya saach mai..
ganga: to isame kya badi baat hai...???
atharwa: nahi badi di ye baddi baat nahi achi baat hai ..
ganga:achi kya matlab..??
krishana: achi to hai di ..kyoki isane sabki daily padkar sabke secrats janne ka plan jo banaya hai...
ganga: kya kaha..???
athrwa: nahi menai isa kaab hkaha..???
ganga aacha theek hai hum baad mai isake bare mai baat kari gi...pahle chalo mom sabko bola rahi hai..dinner ready hai...
*********************
then on dinning table...
jai:athrwa!! tum kaha the kaab se varun tumhe dood raha hai...???
athrwal:dad!! mai krishana di ke pass tha...varun bayiya kya koyi kaam hai???(asking varun)
varun: ha !!mai ye poocha raha tha ki kaal ke kya sab tayari kar li hai na...???
athrwa: ise liye to mai krishna di ke pass gaya tha pochane ..???
jai:kisa baat ki tayari ho rahi hai yaha..???
athrwa:dad kaal farewell day ki party hai collage mai...
jai:to tu krishna ki pass kyo gaya tha...???
athrwa: dad!!aap bhi na,,mai soch raha tha ki agar mai air di ek colour ke cloths pahne gi to impration pade ga...
jai: kya matla hai tera...party mai vo sari pahne gi aur tujhe to suite pahana hai na...totu blue or black colour ka pahan le.
athrwa par shirt ka kya..??mai socha raha tha ki aap ki tarah mai bhi di ka maching ban kar jaoo bass...
(bani intered)
bani: kya chal raha hai yaha,,tum sab ne abhi tak dinner star kyo nahi kiya...???
jai: tumahara beta kaal ki party ki tayari jo kar raha hai...(smiling)
bani: Mr. walia !!aap bhi na mere bete ki pheche paad jate hai...???
jai: lo bayi maito baas ye...
(cuting his voice bani say)
bai: aa to tere tayari ho gayi na...???
athrwa:(smiling)nahi ma di ne bataya hi nahi ki vo kisa colour ki sari pahne gi...???
bani: krishna to pink colour ki pahane gi hai na krishna...!!
krishana: yes mom new bali(smiling)
athrwa: oh no mom !! phir mai kisi pink colour ki shirt pahn paoo ga...???
bani: pink colour ki shirt...?
(jai is smiling to see bani's face..)
bani: kya matlab hai tera...???
athrwa: mom!! mai di ke matching dress pahnana chhata ho agar di red colour choose karle to mere pass red colour ki shirt bhi hai aur...(cuting his voice)
bani:apni bakvaas band kar, sun tu blue shirt pahane ya phir red isase krishna se ,krishna apni pink sari layi hai vahi pahne gi samjhe aur ha..tumha aur krishna ke kapde ek jese ho ye koyi jarori nahi hai samjha ki nahi...
athrwa only nodded his head and seeing to jai 4 help....
*************************
plz comments..😳