Purab's explanation--
" mujhe pata tha ki tum mujhse shaadi karke kabhi khush nahin reh paogi kyonki tumhare dil ke har kone main armaan basa hua hai....bahut samay tak main sochta raha ki main armaan ki jagah le sakta hoon par aisa nahin ho paya na ho sakega. agar main tumhe chor kar nahin jata to tum mujhse shaadi karne ki galti kar leti aur teen teen zindagi kharab ho jati. Mere chale jane se tumhain kuch din dukh hua hoga par tumhari zindagi kharab hone se bach gayi. Pyar ko jitna dabao utna aur ubhar kar aata hai. Main itna khudgarz nahin ho paya ki apni khushi ke liye tumhe tumhare pyar se alag kar doon""
sigh!!