Part 4
Next Scene:
In the party everyone is invited like Om and Parvati, Tulsi, Anurag, etc…
There in the party Abhay announces without asking the concern of Kkusum that:
Abhay: ladies and gentlemen I am going to announce you kay maine aur Anurag nay decide kiya hai ki jo hamari dosti hai wo rishteydaari mein badal jaaye iska matlab hai kay…
(Karan, Nandini, Sujal, Sumit are really very surprised)
Anurag: Kay Meri beti Nandini ki mangni is hafte kay 13 taariq ko hogi Karan kay saath!
Karan: what?
(Then after the announcement Karan and Nandini are really surprised and also little happy)
Karan: Nandini, ek baat tumse kehni thi…
Nandini: Hmmm bataao
Karan: yahaa sab kay saamney itni bheed hai party mein…
Nandini: ok then let's go out for a walk
Next Scene:
Karan: tum nay kya socha hai?
Nandini: kiskay baarey mein?
Karan: Anurag uncle nay announce kar hi liya hai naa
Nandini: jaanti hoon ab mein keh bhi kya sakti hoon
Karan: haan waise badon ne jo faislaa kiya hai to soch samajhkar hi kiya hoga naa
Nandini: hmmm tum sahi kehte ho dekho time kitna ho raha hai papa ki daant padegi aur abhi subha kay 3:30 baje hain
Next Scene:
Akshat: Kaisa tha din office mein?
Shruti: theek thaak tha!
Akshat: picnic honay ko jaa raha hai
Shruti: not interested! Kyunki ek bohot bada production honay jaa raha hai to mujhe aur us uninteresting aur stupid Aryan kay saath jaana hai
Akshat: hmmm Aryan sir say Aryan bulaanay lagi ho
Shruti: Tum jo soch rahe ho waisa kucch bhi nahi hai
Akshat: nahi aana hai to mat aaoo picnic mein tum nahi aaogi to kucch khaas farak nahi padega okay fine get lost! Main sochta hoon kay fresh up kay liye jaa sakte the par tum ho ki…
Next Scene:
(Next morning Shruti and Aryan start the journey to Khandala)
Next Scene:
Even everyone from the college start going in the bus to Khandala
Then slowly when everyone is asleep Sumit goes and sits with Kumkum!
Kumkum: tum yahaa?
Sumit: haan mein yahaa ab to subah bhi hogayi hai lekin koi utha hi nahi
Kumkum: Hmmm
Sumit: Chup aahista bolo agar koi jag gaya to
Kumkum: to to kya
Sumit: aise keh rahi ho jaise kucch jaanti nahi ho
Kumkum then smiles
Next Scene:
Aryan: ohh no ab ye car kharaab bhi hogayi hai
Shruti then murmurs that kaunsi ajjeeb ghadi thi kay mein inkay saath aayi (just kidding)
Par ab kya karey?
Aryan: ab kya kiya jaa sakta hai lets walk together to a hotel room
Shruti: hmmm it's really long!
Aryan: Friends!
Shruti: hmm friends! Sorry
Aryan: par kyun?
Shruti us din kay liye
Aryan: ohhh usey to mein kab kaa bhula chuka hoon tum bhi bhool jaaao
Shruti: kitna bada dil hai aapkaa
Aryan: tum bhi naa… (After a long silence) ek baat poochoo kay pyaar kaise hota hai mera matlab hai kay pyaar ka ehsaas kaisa hota hai?
Shruti: pyaar matlab hai kay jo insaan uskey har khushi ka gham kaa pasand na pasand ka khayaal rakhey usse pyaar kehte hain …
Aryan: okay
Shruti then saying in her heart that
" Ye mujhe kya ho raha hai jiskay saath mein baat karna kya saath jaana nahi chaahti unkey saath aaj mein walk kar rahi hoon I mean unkey taraf mein is tarah kheenchi kyun jaa rahi hoon aisa kya hai Aryan Sir mein"
Udhar Aryan kay dil mein Kuch kuch hone laga tha udhar bhi kuch aisa hi haal tha
Next Scene:
Sumit: hey tum kucch khaati kyun nahi even Kashish bhi keh rahi thi kay tum kucch nahi kha rahi ho?
Kumkum: nahin mujhe nahi chahiya
Sumit: any problem?
Kumkum: Koi problem nahi hai in fact maine karva chauth ka vrath rakkha hai?
Sumit: What? kya tum in baato mein believe rakhti ho? So superstitious
Kumkum: Hmmm what superstitious?
Sumit: So sweet of you…
Kumkum: Raat ko mujhe milney tumhe aanaa hoga aur tent mein nahi … garden mein okay
Next Scene:
Aryan: koi hotel khaali nahi hai ab kya karein?
Shruti: hmm then what?
Shruti ye baat dil mein kehti hai kay:
Kyu har waqt intezaar rehta hai uska… kyu kaam kay bahaaney baar baar Aryan kay cabin mein chali jaati hoon.Aryan bas ek baar itney paas aaoo kay mere dil mein jhaankar dekh sako … meri tanhaayio mein koi awaaz nahi hai Aryan ek baar mera naam pukaaro sakht hi sahi par tumhaare liye mein tootkar bikhar nay kay liye tayyar hoonbas ek baar haath badaao Aryan mein har baar saath doongi
Aryan: Shruti, tum kya Kashish ki class mate ho
Shruti: thi… Class mate mein thi par ab nahi
Aryan: okay
Shruti kehnay lagti hai apney dil mein kay:
Hey Shruti! Kya ho raha tujhe tune to kisi ladkay ko kabhie dhyaan say to dekha tak nahi phir ab kya hua?
Next Scene:
Sujal: Kashish chalo kahi chalte hain jahaa koi naa ho
Kashish: aana to chaahti hoon mein tumhare saath lekin agar raat hogayi aur hum raaste mein kahin kho gaye to
Sujal: to kya hogaya MAIN HOON NA?
Kashish: kucch nahi… chalo mein tumhare saath aati hoon
plz da comments for this bye tata isra
44