r u also suffering frm dmg ka fever
aare yaar pata nahi mujhe kya ho gaya ab dmg main nayi freshness aane se wohi pehle wala bhukhar wapis aa raha hai
school main padhai ke baare main kam dmg aur AR ka baare main jyada soch ti hun
aaj pata hai kya hua chem ka period toh mam ne aaj red color ki saree pehni thi unko dekhte hi mujhe armaan ki yaad aa gayi aur main aapni saari frndz ko kehne lagi dekho mam ne aaj suace wala red pehna hai 😆 😆 😀
yaar guys plz mujhe iss dmg fever ko control karna ka way batao im very


wat say guys r u also suffering frm dmg fever 🙂