Hi guys,
Mai aap sab se poochna chahti hoon ki baaki k cadets specially Poorvi jo kar rahi hai Sameera k saath kya vo sahi hai.
Aap sab ko kya lagta hai ki Sameera ko is tarah se us k saath behave karna us ko sab se alag kar dena aur kisi ka us ko poochna bhi nahi sahi hai kya?
aap sab k reply ka mai wait karoongi.