Originally posted by: AgniShiva
wo galat heh bhi. Uske baap and tau k samne uski awaaz nahi chali and usko ye pata heh ki already ghar ki beti k sath ye log kya kar chuke heh. Usko bhairavi ne bataya tha naa. Usne chhupaya maira se. Just because maira and poddars galat heh usse kabeer and damani's sahi thodi ho jayege, day 1 se damani's ko galat dikhaya heh dkp ne.
Sanjay kitna bhi bura raha ho naa toh usne ar p kabhi hath uthaya heh jaise samar ne kabeer ko abuse kiya and naa poddar's ne kabhi honor killing ki heh jo damani's kar chuke heh (kabeer ki dadi k dialogue se toh yahi laga heh).
Ek do episode ki baat hai ar ab will wear shawl be devdas and sing kya boya tha kya hai paaya soche baghban

51