X pe toh bohot kuch hain from lf but episode ke editors alag nashe kar rakhein hain
Arrey X par ghoom raha hai segment toh dikhayenge na.
But yaar the songs are so good. Guitar bhi laya hai.🤩
Dil Diya gallan, aur woh jo aane par sunaya tha woh bhi - kaun tujhe yun pyar karega....

178