Usne aaj kajal and tanya ki baat suni. Kajal , tanya ko stressed dekh k usko encourage kar rahi thi ki business mein profit - loss chalta heh.
Kajal ko nahi pata ki tanya ne viral video mein invest kiya heh so Vidya ko misunderstanding hogi ki kajal and tanya ne sab plan karke kiya heh 🤣🤣

0