Ameer grp - Ab hoga GK vs Bajaj
udhar GK - Its okay she won. Woh mere team se hai.
Maahan GK - Bajaj tu ab apne aap ko explain mat kar. Unko chance mil rha bolne ka.
Episode Discussion
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread 25th Sept 2026
Love and War story leaked (rumoured)
Don’t Be Shy premier pictures : RK , Aloo
Mahabharat Challenge: The Mahayuddh (Live Slot 3: 11PM-12AM IST Fri)
Actor Mushtaq Khan passes away
Mahabharat Challenge: The Mahayuddh (Live Slot 2: 8-9 PM IST Fri)
Mahabharat Challenge: The Mahayuddh (Live Slot 4: 5-6 PM IST Sat)
Mahabharat Challenge: The Mahayuddh (Live Slot 1: 5-6 PM IST Fri)
Prayansh FF: Mungaru Male
Kunan Mauhaan FF: Cocktail
Maunal Manan FF: Cocktail2
Ameer grp - Ab hoga GK vs Bajaj
udhar GK - Its okay she won. Woh mere team se hai.
Maahan GK - Bajaj tu ab apne aap ko explain mat kar. Unko chance mil rha bolne ka.
Malti ka bhi alag hi obsession hai tanya se
Malati Tanya wapas shuru ho gaye
Exaggerate nahi karti
Tanya bol rahi hai woh uss- maine 150 bodyguard ki baat nahi ki hai.. Zeeshan (not sure) ne bola aur mai chup rahi.. aur narrative set ho gaya
Malti-mai task ki baad karuge
Mujse nahi hoga
Kunika-paar dinner banna hai
Malti -saab wait karlo
Malti-nahi ho raha mujse
Farahna tu kar le
Farahna/yeh aapka kaam hai
Malti /nominate kaar dena
Nikalo isko ghaar
Aab jaakaar amal ko thesis suna rahe hai
Farhana said.- Irresponsible piece of st
Malti said what ??
Originally posted by: MoodyMango
GK acha khel raha hai. Lag raha hai he will win this task
Haan haan trophy bhi ly jaye ga ab uska plane udd chuka hai
Go Farahna dhooo daaal 
Malti ko 
Jo bhi kaho but chahat itni bari jhooti nahi thi

Muje toh yeh Tanya ki off screen bestie lag rahi hai.. Tanya ko itna study kar k aayi haj jitna toh Tanya k fans bhi nahi karenge 😅Originally posted by: Chingaari
Malti ka bhi alag hi obsession hai tanya se
Inka natak band karo