Originally posted by: sweet_tania
@bold : Only the person in the situation is best judge to decide ki usko kya karna chahiye kya nahi karna chahiye. Kiara talked with her brother, discuss kari kiara ne apni reasoning Armaan ke sath, apni shaddi par itna haqq toh sabka hota hai ki decision lene ke liye khud he judge bane and yeh dekh kar accha laga ki Armaan is giving that haqq and space to kiara to take decision for her own marriage.
Kiara Kya deserve karti hai kya nahi that is secondary but abhir definitely aasani se mooh manga divorce deserve nahi karta hai. Na he abhira ke kehne par woh kiara se palla jhad sakta hai. Galti toh karo hai toh ab bhugto tab tak jab tak kiara apni marzi se divorce nahi deti hai.
Nanadji itne aasani se kiara bhabhi se palla jhad kar apni dusri nanad ke sath bhai ka duja byah rachane ke liye kiara bhabhi ko divorce ke liye insist nahi kar sakti.
Yaar abhira and Armaan ke opinions shouldn’t matter to them, kiara should take her own decision, I’m talking on kiara’s POV ki how long she would wait knowing other person loves her sister?
Decision should be kiara’s only! She is the most affected in this situation..
1.5k