Ab to sab hi pade hai truth me piche including yuvika (finally😪😴) ...as the tradition goes yuvika will find about Neil's murder first
.
Though investigation ke hisaab se dj is the only one going in right direction aur kaafi sahi sawaal puchta hai. Sirf dj hi Sacha pyaar karta tha neil se
dj neil se saccha pyaar karta tha isiliye nikhil ko uda diya lekin neil pe ek kharoch tha nahi ane di usne. #neijayforever 
dumbvika ko sach pata chale na chale, usi ghar me toh shaadi karke jayegi...bhakarwadi ki tarah bas itna boldegi ke "amarjeet uncle ghar se nikloge toh hi ghar ayungi" and psych mata of naya banda, bete ke pyaar me andhi hokar haan boldegi (cuz show's ending)....

.
Aa gaya yaad
) Kusum tumhe itna bada para likhna pada
aur mahajans did something to Shalini's husband to 30 saal ki rivalry bhi samajh aati
just move on man, uska jo hona tha ho gaya

1.4k