Originally posted by: sweet_tania
Woh toh hai.. Apni bahu saaa ko resort tab kharid kar diya tha jab woh deal wali bahu saaaa thi .. ab toh dil se layi hui bahu saaaa hai so loan repay kya cheez hai 
Fir bhi bahu saaaa time time par sasural walo ko badnaam karti rahegi 
Bahu saa ne iss baar Armaan se loan nahi liya! No diary entry wala loan! Bank ja kar loan liya so iss baat Poddars ko bank ko paisa chukana padega bahu sa ke liye 
Bahu saaaa Scotland ka bol rahi thi, bahu saaa being so middle class , Udaipur ke paas Mount Abu he ho aati β¦aj bhi log mount Abu honeymoon ke liye jate hai
I hope yehi ghumti padi rehne wali writer yeh post padh le and screen par iss par highlight bhi kar de 
565