Originally posted by: Bodhianveshika
Baki sab chodo, baat karne ka lehza bhi, na bachchon ki presence dekhi na kuch, saara sharm-lihaaz ka paani baakiyon ko hi Pila rahe hain.
Talking to people saying "Ae" is not shaleenta ka lakshan.
Mujhe ab samajh mei aaya ki Mr. Shah isko apne saath kyun nahi le jaate the ya phir isse muh kyun nahi kholne dete the..
Mr. Shah mujhe the bhest character lagte hai . Gusse waale hai but ghatiya nahi
Iss bechare ki galti buss itni thi ki bacchi ke khatir isne divorce ka nahi socha
Off topic hai but Dil nahi mana
13