Originally posted by: Nephy1
Hey guys..
I likes bts no doubt despite knowing that epi can turn out entirely different🥺
Neither I found any overacting,its bts so obviously in epi its need to be dramatic or log aise baat karte hai apne ghar valon se in real life also,its just ar is having panic attack now and than that it is reducing its value and thats where my question arisez...
and thats the one thing thats bothering me and it bothered me earlier also and I genuinely want opinion regarding that...
First time chachisa said to ab that armaan cares for everyone as a family and friend but his care for ab is different,but day before he was worried for mother also in exact sane manner I am not saying its wrong.its just it was similar and thats also a big thing but chachi pointed it out that for ab its different so how its different...??
Than secondly now,I mean its very hypothetical question,but my brain its not stopping,I am continuosly thinking that what if its ruhi and place of abhira than how would be ar reaction becoz based on my past memories ,my brain is saying it would have been similar,he would be as much as worried as he is for abhira,I know dialogues like pati ban ke rahunga would not have been there but at place of that other intense dialogues hote...and this thing is not letting me peace..
So as a neutral pov,pls tell how you take these 2 instances and help me with some clarity..
I am tagging some people who I can remind...others if want to reply they can also..
Thank you..
Really wants a viewpoint...
Dekho Chachi ne jo kaha ho unho ne dekha puri tarah shi nhi hai na hi galat hai
Woh dar geye tha ki kabhi goli na lag jaye usse bhi zyada usse iss baat ka gussa tha ki abhira ne iss bare me bataya nhi lekin uski papa ko bataya Banda iss baat se zyada hurt hua tha. .
Usse aise lagta tha ki abhira ka mere siwa koi bharosa krne wala insaan nhi hai jisse woh aapna sab kuch share krti hai
Aur armaan iss baat ka aadi ho chuka hai jab Tak abhira usse puri din ki details na de toh usse aise lagta ki woh kuch bhul rehi hai ...(lekin me sach me chahti hoon ki abhira ko koi dost bane armaan ke alawa jisse woh har tarah ki baat share kr seke ladka ho ya ladki fark nhi padta)
Tab dekho armaan kaise jal bin machli ki tarah tadpe ka.
Rahi baat panic concern fikar reaction mujhe same hi lagta hai jaise roohi wese abhira ...fark sirf yeh hai ki roohi usse chilla chila ke batati hai ki meri life mein yah yah taklif hai aur jo bhi problem hai sab tumhari vajah Se hua hai wanhi abhira use din ka har baat to batati lekin problem share nahin karti jiska wajah armaan khud ko Mann ta hai Shayad Ruhi ke liye guilty hai ya Shayad Ruhi ke liye guilty hai ya soft corner, Shayad hai yeh thik se bataya nhi geye hai ..
Isiliye audience uska monologue chahte Hain ki woh kiski sabse zyada parwah krta hai ..jis din bata dia sari triangle khatam...
Aur Rahi baat Manish Chachi ki Jo kaha woh ah mujhe 50-50 lagta hai ki kyu ki unhone nahin dekha Na Armaan ne kaise Roohi ke piche bhagi chunri pakdi aur dark room mein kaise ro Raha tha yah dawai pila raha tha agar unhone yah sab dekha Ho to Roohi ke liye bhi yahi bolate ,lekin woh Puri tarah galat bhi nahin aur buri tarah Sahi bhi nahin hai
Dadi ke aage armaan hamesha abhira ko support kia hai argument hue Hain Jo usne Ruhi ke liye kabhi nahin kiya vah mujhe thoda extra lagta hai abhira ke liye baki parwah fikar sab same hi hai
Haan iss baar usne abhira ki sath nhi dia khair uski khud ki POV hai uski family hai lekin haan lalchi Ho selfish chor Ho apne aap ko dekho is Ghar ke ahsaan hai tum per ho yah sab jo jo bola woh yeh usne nahin bolna chahie kuchh zyada bol Diya usne
Ps mujhe toh yehi laga ..👍
Edited by priyabehera - 1 years ago
92