Originally posted by: surabhi01
I told anupama ne daily jaa kar chai Nashta,nahi banaya
Anupama ne particular occasion pe banaya hai roj roj nahi shsh mei.
Aur doosre Jo aniuj Jo bolta reha ta hai ki Anupama healthy boundaries maintain Karo
Kal ko aadhya aniuj se batameej karti hau
Aur anupama bole ki ki aap aadhya se boundaries maintain Karo to kya anuj kar paayega ?
Kehna bahut aasan hota hai karna aasan nahi
Jo baat anuj bolta hai wohji baat anuj khud pe apply karne ki Himmat hai agsr anupama wohi baat bo diya,?
Anupama ke elawa kisi Aur ne bol di to ?
Bilkul karni chahiye healthy boundary maintain, married bachcho ke saath. Agar Aadhya kamane lage, self dependent ho jaye aur shadi ke baad Anuj se uss tarah ki badtameezi kare jaisi Anupama ke nalayak biological bachche uske saath karte hain roz, aaj bhi, to Anuj ko bhi Choti ko apne haal par chod dena chaahiye.
But right now Aadhya is 12 yrs old and dependent on her parents. Adopted and dropped like hot potato by her mother who adopted her. Dealing with her own trauma and insecurities which exist only because of Anupamaa.
Pakhi jab school mein thi, usko apni Maa ko logon se milane mein sharm aati thi, Kavya ko apni Mummy banakar le gayi thi, to kya Anupamaa chod kar bhaag gayi thi Pakhi ko ?
Jab Toshu bar bar characterless bulata hai apni Maa ko to kya uske pas jana chod diya Maa ne? Kyonki wo uske apne bachche hain.
Kehna bohot easy hota hai lekin adopted bachche ko apne khud ke bachche ki tarah paalna aur treat karna bohot alag baat hai jo ki jhuthi dogli besharam manipulative Anupamaa kabhi nahi kar saki.
11