Originally posted by: R.G.C
So with that logic court mein jake apne haq ke liye fight karne wale log, people who want justice, bechare hote hain jo apne liye fight na kar paaye. Got your point buddy
.
Also just informing because I am assuming you don’t watch the show and thus are unaware of the lead character’s name so you can use it from next time😇, its Abhira (Abhinav and Akshara ki beti, Abhi from her father’s name and Ra from mother’s), you can use it next time onwards since I have already passed the info. No need to thank me😇.
Lol Apne liye divorce lene har koi court mai kabhi bhi ja sakta hai

In fact Har koi divorce ke liye court he jata hai , jana he padta hai and jab divorce le lete hai tab shaddi se free bhi ko jate hai, apni life fir se start bhi kar sakte hai jaise chahe waise .. lo ho gaya justice Akshara ke wrong decision ka
Season 4 ki lead heroine is also 18+ and woh khud ko bichari bilkul nahi manti hai, apne liye stand lena aata hai , chahe toh immediately legal way se free ho sakti hai bina hayeee bichari justice ki maari bane 
#justice ek simple divorce case ke liye use karne lagege for toh real life mai daily sab apne family, friends, relative jisko bhi divorce ki zarurat ho uske liye #justice bolne lagege 
Point he point in my point 
Season 4 ki lead heroine ko mai toh season 4 ki lead heroine he bolugi lekin fir bhi apki and mere dil ki dono ki khushi ke liye lo abhira bol deti hu
Kyunki mere favourite Abhimanyu ka Akshara ya uski beti se kuch bhi bilkul lena dena nahi hai
Mera favourite Abhimanyu 20-22 saal pehle he apne ek lauti santaan apne bete ke sath guzar gaya 
And one more thing, Abheemanyu jaise delusion mai mai nahi jiti 
647