1. Atul : "Matlab ladkiyaan do...aur baap ek??? Bohot naa insaafi hai!! Bohot Naa insaafi" 😆 😆 (Raools expression was worth watching at this point 😆 )
Armaan: Abey Kya bol raha tu??
Atul: matlab..matlab...matlab...shikaar do..aur shikaari ek..bohot naaa insaaafi
Armaan: Haan haan ...jo bhi
2. Raool to Atuul : Ladkiyaan jaa chuki hai...ab chall yahaan se..Abey jungle mein rahey gaa toh sher khaa jayegaa bandar samajh ke...aur agar bandar ne dekh liya toh maar dalega ....naya bandar samajh ke 😆 😆 😆 (my raoolish owlish is choooo chweet)
3. Peshaab Singh : In kee pulaao mein tadkaa daal ke pulaao to hum hi khaayenge 🤢
4. Raool : Apna pyaar...pyaar hai...aur doosro ka bina paiyye ca kaar hai 😆 😆
5. Raool : abhi toh lag raha hai hum Lonaavlaa nahi...Khandala aaye hai...Kisi film ki acting karney...kabhi ladki bano...kabhi daaku..kabhi ladkaa bano...phir daaku bano 😆 😆
Atul: arey yaar basically...hum hai kaun? mujhe toh identity crisis ho rahi hai!
😆 😆